Written by roomie of Pavan –
Aankh khuli to phir khwaab chale gaye
jii behlane ke saare bahaane chale gaye
yaad rehta nahi kuch bhi yaad kiye bina
yaadoN me khokar jeene ke sahare chale gaye
gham bhi gaya, khushiyaN bhi gaye
ek ek karke sab yaar chale gaye
Reh gayi wo saaki ki dosti
jab maikhane ke sare pehredaar chale gaye..
ghar bhee chootaa rishtaa bhi tootaa
duniyaa se sare rishtedaar chale gaye..
itne pe bhi reham naa aayaa aye khudaa ko
Ki reh gayaa mehkhaane mein ek jaam baaki…
poonch baitha main paimane se aye jalim
ye jaaam nahi hum done ke liye kaafee…
paimanaa bhi niklaa wo dard kaa hakim…
bola….ab ye to tum jano ya sakeee…..
– Alankar