Main Koi Aisa Geet Gaun

Main Koi Aisa Geet Gaun
Ke Aarzoo Jagaun
Main Koi Aisa Geet Gaun
Ke Aarzoo Jagaun
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaun, Ke Aarzoo Jagaun
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaun, Ke Aarzoo Jagaun
Agar Tum Kaho


Tum Ko Bulaun
Yeh Palkein Bichhaun
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banaun
Sitaron Se Sajaun
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaun
Ke Aarzoo Jagaun
Agar Tum Kaho…


Main Titliyon Ke Peechhe Bhaagun
Main Jugnuon Ke Peechhe Jaaun
Ye Rang Hai, Wo Roshni Hai
Tumhare Paas Dono Laun
Jitni Khushbooein
Baag Mein Milein
Haan, Jitni Khushbooein
Baag Mein Milein
Main Laun Wahan Pe
Ke Tum Ho Jahan
Jahan Pe Ek Pal Bhi Thehrun
Main Gulsita Banaun
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaun
Ke Aarzoo Jagaun
Agar Tum Kaho…


Agar Kaho To Main Sunaun
Tumhe Haseen Kahaniyaan
Sunogi Kya Meri Zubani
Tum Ek Paari Ki Dastaan
Ya Main Karun
Tumse Bayaan
Ya Main Karun, Tumse Bayaan
Ke Raja Se Rani
Mili Thi Kahan
Kahaniyon Ke Nagar Mein
Tumhein Le Ke Jaun
Agar Tum Kaho
Tum Ko Bulaun
Ye Palkein Bichhaun
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banaun
Sitaron Se Sajaun
Agar Tum Kaho


Main Koi Aisa Geet Gaun
Ke Aarzoo Jagaun
Agar Tum Kaho…
Haan, Agar Tum Kaho

yes boss

Leave a Reply

Your email address will not be published.