These days, I have been working on wiz which have been keeping me busy for quite a long. Something which I believe, can count somewhere sometime and till then, I will be developing that. All I can say is that it is something original and will definitely take some time, which can be a year at the most specially when it will be a part-time product. Rajinder has suggested a wonderful idea which is really unique but we don’t know all the things about the ways it can be produced. Till then, we are working on the details, we know. Rest is coding…which is, of course, poetry ;M).
So don’t expect much tech stuff on this place but my personal ramblings for next couple of months :shiftyeyes:.
And while doing the regular day job and in between, burning night oils for WIZ, I have been singing these songs which have become my favorite somehow…(all Hindi)
Jaane Kaise Shab Dhali (Raqeeb)
(as per the wording of original song otherwise according to me, it should be - Jane Kese Shab Dhali )
Jaane kaise shab dhali
Jaane kaise din khila
Jaane kaise kab kahan
Chal pada ye silsila
Meri aankhon ko ye kesa manzar mila
Tere har naksh mein bas khuda hi khuda
Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
Betabion ki sham-o-seher se
Na tha na main waqif dard-e-jigar se
Guzra nahi tha main to kabhi bhi
Pyar ki dilkash rah-e-guzar se
Deewangi ki ye intiha hai
Har chehre mein cehra tera
Sari dunia teri parchhayi si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
Jaane kaise shab dhali
Jaane kaise din khila
Jaane kaise kab kahan
Chal pada ye silsila
Teri kashish ka jadoo ajab hai
Har waqt mujh ko teri talab hai
Yun hi nahi main be-sudh hua hoon
Iss pyaas ka to koi sabab hai
Tere siva na ab koi armaan
Ab zindagi hai tujh se meri
Bin tere har jagah tanhai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
Jaane kaise shab dhali
Jaane kaise din khila
Jaane kaise kab kahan
Chal pada ye silsila
Meri aankhon ko ye kesa manzar mila
Tere har naksh mein bas khuda hi khuda
Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai
To Phir Aao (Awarapan)
To phir aao mujh ko satao
To phir aao mujh ko rulaao
Dil badal bane
Aankhein behne lagein
Aahein aise uthein
Jaise aandhi chale
To phir aao mujh ko satao
To phir aao mujh ko rulaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao..ohoo
Gam le ja tere, jo bhi tune diye
Gam le ja tere, jo bhi tune diye
Gam le ja tere, jo bhi tune diye
Gam le ja tere, jo bhi tune diye
Ya fir mujh ko bata, inn ko kese sahein
To phir aao mujh ko satao
To phir aao mujh ko rulaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao..ohoo
Ab to iss manzar se, mujh ko chale jana hai
Jin raahon pe mera yaar hai
Unn raahon ko mujhe pana hai
To phir aao mujh ko satao
To phir aao mujh ko rulaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao..ohoo
Mahiya (Awarapan)
Somewhere out there, I know there is someone
Who is waiting just for me maahiya
He is gonaa set me free maahiya
Jiski aankhon mein meri hi nami ho
Koi to hai wo yaar maahiya
Karoon main intzaar maahiya
Jiske jeene mein meri hi kami ho
Rahe jo bekraar maahiya
Wo mujh pe nisaar maahiya
Jiski har baat mujhse judi ho
Chaahe jo beshumaar maahiya
Wafa se wafadaar maahiya
How long must I keep dreaming, a fantasy
Why can't he be a part of my reality
Usko le zindagi ke khwaab main bunoon
Chamkile rang saare un mein bharoon
Jisko aksar khayaalo mein socha
Kahin to hai wo yaar maahiya
Wo mera dildaar maahiya
Somewhere out there, I know there is someone
Who is waiting just for me maahiya
He is gonaa set me free maahiya
I know that he is gonaa be my destiny
Its all part of a cupid's conspiracy
Kabse uske aane ki main raah takoon
Kabse chhupa ke isse dil mein rakhoon
Mere dil ne taraasha usse jaisa
Milega wahi yaar maahiya
Hai mujhe aitbaar maahiya
Somewhere out there, I know there is someone
Who is waiting just for me maahiya
He is gonaa set me free maahiya
Jiski aankhon mein meri hi nami ho
Koi to hai wo yaar maahiya
Karoon main intzaar maahiya
Jiske jeene mein meri hi kami ho
Rahe jo bekraar maahiya
Wo mujh pe nisaar maahiya
Jiski har baat mujhse judi ho
Chaahe jo beshumaar maahiya
Wafa se wafadaar maahiya
So that is what I have been listening to, other than watching watching Good Boy Bad Boy (2.5/10) and Life Mein Kabhi Kabhi (6/10) – of course at home, I am not going to watch those craps, at least GBBB in theatre. Life Mein Kabhi Kabhi was still fine and I liked its title song.
Also in these days, I found out that I am the one coining term – Code Punter! Proud for that. Secondly, recently, I have started coming out with quite good quotes…looks like I am on the verge of becoming notable if not the legend :!:.
Still singing – Pal pal pal dhoondhe tujhe nazar…o jane jaan…