Kar Salaam (Hindi)

If you haven’t heard/watched this song from Life In A… Metro movie, then you are strongly advised to listen it or read it as it is said – speak 4 times if it is indicated as -4 :). Lyrics are too realistic. Wanted to translate to english but running short of time for that! Of course I will, some other time.

 

Kyun zindagi se ho shikawa gila – 2
Yeh hansati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
Jo bhi yeh deti hai woh hai tera
Kar salaam – 4

 

Nakhre utha isake nakhre utha – 2
Haan dhoop bhi yeh hai, chhaanv bhi yeh hai
Jo bhi yeh kehti hai, tu maan ja
Kar salaam – 4

 

 

Kho jaana, pa jaana, na paana, hai zindagi jaane le
Bik jaana, lut jaana, bas jaana hai zindagi maan le
Ho ho ho
karle yakeen, jo kal gaya woh phir se aata nahin
Ho ho ho gujra hua jo waqt hai woh dastak lagaata nahin
Jo aaj hai bass wahi hai tera – 2
Haan kya teri hasti hai, mitti ki basti hai
Pal mein hi ho jaati hai yeh fanaa
Kar salaam – 4

 

Kyun zindagi se ho shikawa gila – 2
Yeh hansati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
Jo bhi yeh deti hai woh hai tera
Kar salaam………..

 

Highly recommended…perhaps going to be my next long-time favorite song after Kya Mujhe Pyar Hai.

 

All I can say – it sounds more harmonic when you listen it in need of motivation and inspiration…

2 thoughts on “Kar Salaam (Hindi)”

  1. Here it goes –

    Kyun zindagi se ho shikawa gila – 2
    Yeh hansati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
    Jo bhi yeh deti hai woh hai tera
    Kar salaam – 4

    Why should you be sorry from life
    It smiles, cries, whatever it is like
    Whatever it gives, that’s your
    Salute it

    Nakhre utha isake nakhre utha – 2
    Haan dhoop bhi yeh hai, chhaanv bhi yeh hai
    Jo bhi yeh kehti hai, tu maan ja
    Kar salaam – 4

    Accept it the way it is
    It is sun, it is also shadow
    Whatever it says, accept it
    Salute it

    Kho jaana, pa jaana, na paana, hai zindagi jaane le
    Bik jaana, lut jaana, bas jaana hai zindagi maan le
    Ho ho ho karle yakeen, jo kal gaya woh phir se aata nahin
    Ho ho ho gujra hua jo waqt hai woh dastak lagaata nahin
    Jo aaj hai bass wahi hai tera – 2
    Haan kya teri hasti hai, mitti ki basti hai
    Pal mein hi ho jaati hai yeh fanaa
    Kar salaam – 4

    To get lost, to get something, not to get something, understand that it is life
    To get sold, to get looted, to get settled, understand that it is life
    Believe it, whatever passed doesn’t come pack
    The passed time doesn’t repeat
    Whatever is today is yours
    What is your identity, is statue of sand
    Which gets lost in a moment
    Salute it

    Kyun zindagi se ho shikawa gila – 2
    Yeh hansati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
    Jo bhi yeh deti hai woh hai tera
    Kar salaam………..

    Why should you be sorry from life
    It smiles, cries, whatever it is like
    Whatever it gives, that’s your
    Salute it

Leave a Reply

Your email address will not be published.