I am listening this song these days again and again…my new favorite after Kya Mujhe Pyar Hai.
Bhula Do
Bhula do bhula do vo baatein purani
Jo dil ko jalati rahin
Vo yaadein tumhari vo baatein tumhari
Jo humko satati rahin
Bhula do bhula do vo baatein purani
Jo dil ko jalati rahin
Vo yaadein tumhari vo baatein tumhari
Jo humko satati rahin
Hmmm Hm Hm Hmmmmm
Hm Hm Hmmm Hmm
Vo kaisi subha thi
Khushion ka tha safar
Sab yaaaharrrrrrr sang they
Koi thi na fikar
Dukh aaya sukh khoya
Gham ban gaya humsafarrrrr
Apne kya paraye kya
Sab rang hain ek seeehe
Kachche sab dhaage hain
Yeh band hain raeth ke
Manzil na sathi hai
Chalta hoon main bekhabar
Hmmm Hm Hm Hmmmmm
Hm Hm Hmmm Hmm
Bhula do bhula do vo baatein purani
Jo dil ko jalati rahin
Vo yaadeinnn vo batainnnn
Jo mujko satati rahin
Bhula do bhula do vo baatein purani
Jo dil ko jalati rahin
Vo yaadein tumhari vo baatein tumhari
Jo manko satati rahi