Singing alongwith…

I am feeling like singing these songs at this time…specially when season is soooo nice…its raining everyday and right now, it is sunny outside.

.

.

.
Kya Mujhe Pyaar Hai
kyun aajkal neend kam khwaab jyada hai
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kal ka fakir dil aaj shehzada hain
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kya mujhe pyar hain yaaa
aisa khumaar hain yaaa
kya mujhe pyar hain yaaa
aisa khumaar hain yaaa
o o o o o …

pathhar ke inn raston pe
phoolon ki ik chadar hai
jab se milen ho hamko
badla har ek manzar hai
dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
rang naye naye hain jaise ghulte hue
soye thae khwaab mere jaage tere waaste
tere khayaalon se hai bheege mere raaste
kya mujhe pyar hain yaaa
aisa khumaar hain yaaa
kya mujhe pyar hain yaaa
aisa khumaar hain yaaa
o o o o o …

tum kyon chale aate ho
har roz in khwabon mein
chupke se aa bhi jaao
ik din meri baahon mein
tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein
koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein
tu mere khwaabon mein jawaabon mein swaalon mein
har din chura tumehn main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain yaaa
aisa khumaar hain yaaa
kya mujhe pyar hain yaaa
aisa khumaar hain yaaa
o o o o o …

.

.

.

Neele Neele Ambar Par

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Hooo oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Pyaar se kasne ko baahon mein basne ko
Dil mera lalchaaye koi to aa jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Hooo thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko
Mera mann tarsaaye koi to chhoo jhaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Heyyy chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko
Dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
La la la..

.

.

.
Buhe Barian

buhe baarian te naale kandhan tap ke
buhe baarian te naale kandhan tap ke
aawangi hawa ban ke
buhe baarian
buhe baarian
hai
buhe baarian

buhe baarian te naale kandhan tap ke
aawangi hawa ban ke
buhe baarian
hai
buhe baarian

chand char ja te sare loki pende takde
doonge paaniye ch phir dil pende balde
chand char ja te sare loki pende takde
doonge paaniye ch phir dil pende balde
dil pende balde
kande lag ja te kachcha ghadha ban ke
kande lag ja te kachcha ghadha ban ke
main aawangi hawa ban ke
buhe baarian
hai
buhe baarian

buhe baarian te naale kandhan tap ke
aawangi hawa ban ke
buhe baarian
hai
buhe baarian

Dil diyan raahan utte pair nahi lagde
mukadran de likhe hue mit naiyon sakde
mit naiyon sakde
mainu rabb ne banaya tere layi
mainu rabb ne banaya tere layi
mathe tera naa likh ke
buhe baarian
hai
buhe baarian

baazi ishqe di jitt laoongi soneya
baazi ishqe di jitt laoongi soneya
main rabb ton dua mang ke
buhe baarian
hai
buhe baarian

buhe baarian te naale kandhan tap ke
aawangi hawa ban ke
buhe baarian
hai
buhe baarian

buhe baarian
hai
buhe baarian

buhe baarian
buhe baarian

buhe baarian
hai
buhe baarian

buhe baarian
buhe baarian

4 thoughts on “Singing alongwith…”

Leave a Reply to shabana Cancel reply

Your email address will not be published.